Tuesday, December 18, 2012

kya likhoon

ya to baat ho tumse
ya tumhare pratiprashn ka abhaas ho
jab likhoon tumhe kuchh
to usme kuch to khaas ho!

vicharon ki thitholi ho
na sahi
shabdon ka hi raas ho
jab likhoon tumhe kuchh
to usme kuch to khaas ho!

shauq se likhne
ki meri tabiyat ho
aur  lutf se padhne ko
waqt tumhare paas ho
jab likhoon tumhe kuchh
to usme kuch to khaas ho!

आघात या घात का तात्पर्य

 घात - 'घात' शब्द अनेकों रूप में प्रयोग किया जाता है! इसका एक सामान्य अर्थ होता है 'छुप कर वार करना'। घात शब्द का गणित में प...