Tuesday, November 20, 2012

rubaru-ek naye taur se

ab shayad unse yoon hi mulaqat hogi
labon ki awaz se nahin,
kalam ke harfon se baat hogi!
gulon ke khilne ko
karte thei subah ka intezaar
par ab shayad
gulzaar har raat hogi
ab nahin ki vasl pe hi idee milegi
ab judaai mein bhi saugaat hogi

No comments:

Post a Comment

आघात या घात का तात्पर्य

 घात - 'घात' शब्द अनेकों रूप में प्रयोग किया जाता है! इसका एक सामान्य अर्थ होता है 'छुप कर वार करना'। घात शब्द का गणित में प...